my favourite RD songs

Roz roz aankhon taley
Ek hi sapna chaley
Raat bhar kajal jaley
Aankh mein jis tarha khwab ka diya jaley


Tere liye palkon ki jhaalar bunoon
Kaliyon Sa Gajre Mein Baandhe Phiroon
Dhoop Lage Jahan Tujhe Chhaaya Banoon
Aaja Saajna

Raina beeti jaye,
shaam na aaye,
nindiya na aaye


Katra katra milti hai, katra katra jeene do
Zindagi hai, behne do
Pyasi hoon main, pyasi rehne do


Bahut door mujhe chale jana hai
Bahut nazdeek tumhe aana hai
Teri bahon mein mujhe aaj mar jana hai


Kya ghazab karte ho ji
Pyar se darte ho ji
Darke tum aur haseen lagte ho ji

Dukki pe dukki ho ya satte pe satta
Gaur se dekha jaye to bas hai patte pe patta
Koi fark nahi albatta koi fark nahi albatta

Waada karo nahi chhodoge tum mera haath
Jahan tum ho Wahan main bhi hoon

Mausam mastaana
Rasta anjaana
Jane kab ki mod pe ban jaaye koi afsana

Kuchh bhi kar lo ek din tum ko meri hona hoga
Hamara Tumhara
O Dilbar De Yara
Na Hoga Guzara
Arre Hoga!!!

Gum hai kisi ke pyar mein
Dil subah shaam
Par tumhe likh nahi paoon
Main us ka naam
Haye raam!


Rimjhim rimjhim
Rumjhum rumjhum
Bhigi bhigi rut mein
Tum hum hum tum
Chalte hain


Tum bin jaaoo kahan
Ke duniya aake
Kuchh na phir
Chaha kabhi
Tum ko chahke


Aati rahengi baharey
Jaati rahnegi baharey
Dil ki nazar se
Duniya ko dekho
Duniya sada hi hasi hai

Sach mere yaar hai
Bas wohi pyar hai
Jis ke badle mein koi to pyar de
Baki beekar hai
Yaar mere


O hansini
Meri hansini
Kahan ud chali
mere armanon ke
pankh laga ke
kaha ud chali

Mera kucch saaman
tumhare paas pada hai
saawan ke kuchh bheegay bheegay din
rakhe hain
aur mere ek khat mein lipti raat padi hai
woh raat bujha do
mera woh saaman lauta do


Chura liya hai tum ne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahi badal na jaana sanam

Ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga jaise
khilta gulaab jaise
shayar ka khwab jaise
ujli kiran jaise
ban me hiran jaise
chandni raat jaise
narmi ki baat jaise
mandir mein ho ek jalta diyaaa hooooo


Tu
Tu hai wohi
Dil ne jise
Apna kaha
Tu hai jahan
Main hoon wahan
Ab to jeena tere bin hai saza
Mil jaaye is tarha
Do lehrein jis tarha
Phir ho na judaa
Yeh waada raha

Kuchh na kaho
Kuchh bhi na kaho
Kya kehna hai
Kya sunna hai
Mujh ko pata hai
Tum ko pata hai
Samay ka yeh pal
Tham sa gaya hai
Aur is pal mein
Koi nahi hai
Bass ek main hoon
Bass ek tum ho


Jaane kya baat hai
Jaane Kya Baat Hai
Neend nahi aati
Badi lambi raat hain

Comments

Popular posts from this blog

10cc gulp and 24 hour high

Rabbit and Tortoise story in Marathi musical

Madhav Julian and Indiver -प्रेमस्वरुप आई and Zindgi Ka Safar