August 15th: Would it be same without these songs
aao bachcho.n tumhe.n dikhaae.n jhaa.Nkii hi.ndustaan kii
is miTTii se tilak karo ye dharatii hai balidaan kii
va.nde maataram ...
film : Jaagriti
Singer : Pradeep
Music Director : Hemant Kumar
Lyricist : Pradeep
vande maataram.h
sujalaa.n suphalaa.n malayajashiitalaam.h
shasya shyaamalaa.n maatara.n .
shubhra jyotsna pulakita yaaminiim
phulla kusumita drumadalashobhiniim.h,
suhaasinii.n sumadhura bhaashhiNiim.h .
sukhadaa.n varadaa.n maataram.h .. vande maataram.h
Film : Anand Math
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Hemant Kumar
Lyricist : Bankimchandra
kar chale ham fidaa jaan-o-tan saathiyo.n
ab tumhaare havaale vatan saathiyo.n
Film : Haqeekat
Singer : Mohammad Rafi
Music Director : Madan Mohan
Lyricist : Kaifi Azmi
chho.Do kal kii baate.n, kal kii baat puraanii
nae daur me.n likhe.nge, mil kar na_ii kahaanii
ham hi.ndustaanii, ham hi.ndustaanii
Film : Hum Hindustani
Singer : Mukesh
Music Director : Usha Khanna
Mera karma tu mera dharma tu...
dil diya hai jaan bhi denge
aiye watan tere liye
Film : Karma
Singer : Kavita Krishnamurthy
Music Director : Laksmikant-Pyaarelal
Lyricist : Anand Bakshi
ai mere pyaare vatan, ai mere bichha.De chaman
tujh pe dil qurabaan
tuu hii merii aarazuu, tuu hii merii aabaruu
tuu hii merii jaan
Film : Kabulivala
Singer : Manna Dey
Music Director : Salil Chaudhari
Lyricist : Prem Dhawan
ai mere vatan ke logo.n
tum khuub lagaa lo naaraa
ye shubh din hai ham sab kaa
laharaa lo tira.ngaa pyaaraa
par mat bhuulo siimaa par
viiro.n ne hai praaN ga.Nvaae
kuchh yaad unhe.n bhii kar lo
jo lauT ke ghar na aaye
Film : Non-film
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : C Ramchandra
Lyricist : Pradeep
jahaa.N Daal-Daal par
sone kii chi.Diyaa.n karatii hai baseraa
vo bhaarat desh hai meraa
jahaa.N satya, ahi.nsaa aur dharm kaa
pag-pag lagataa Deraa
vo bhaarat desh hai meraa
Film : Sikandar-e-Aazam
Singer : Mohammad Rafi
Music Director : Hansraj Bahal
Lyricist : Rajinder Krishan
Comments
Post a Comment